Tera Yaar Hoon Main Lyrics

1
212
Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhuta toh kaun rahega

Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega

Tu hi wajah
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaun
Aaja karein phir wohi shararate
Tu bhaage main maar khaun

Mitthi si woh gaali teri
Sunne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon

Sajna de rang rangayiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve

Khusiyaan ch nachda main phiran
Hanjuaan ton bachda main phiran

O jaate nahi kahin rishte purane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se

Toota hai toh juda hai kyn
Meri taraf tu muda hai kyu
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main

Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main.

1 COMMENT

  1. Hi, unfortunately, I faced challenges with the slow loading speed of your website, leading to frustration. I recommend a service, linked below, that I’ve used personally to significantly improve my website speed. I really love your website…Optimize now

Comments are closed.